Dard main woh bhi hain,
Dard mein hum bhi.
Woh aasoo Dekha rahen hain,
hum aaso shuka rahen hain.
Farq sirf itna hain ki,
woh zamane ko dikha rahen hain,
aur hum khuda se bhi chupa rahein hainNeend aankhon main nahin, khwaab kho gaye
Tanha hi the, kuch aur tere bin hum ho gaye
Dil kuch tadap utha, zuban bhi ladkhadai
Teri yaad main do aansu chupke se beh gaye !Kya ghum hai kya khushi maloom nhi
Wo apna hai k ajnabi maloom nhi
Jis k baghair ek pal nhi guzarta
Kaisy guzre gi zindagi maloom nhi...IS SHAAM MERE LAB PAR TERA NAAM NA AAYE,
KHUDA KARE AISI SHAAM NA AAYE....
AYE JAAN-E-SHAHIL YE KABHI MUMKIN HI NAHIN,
MAIN GHAZAL LIKHUN AUR TERA NAAM NA AAYE.AASHIKON KE DIL ME SAMANDAR HOTA HAI,
ISKI HAR BOOND ME ISHQ HOTA HAI,
JAB YE FOOT PADTA HAI AANKHON SE,
TOH ISE ROK PAANAA BADA MUSHKIL HOTA HAI.Jo hukum karta hai woh iltejaa bhi karta hai...
Yeh Aasman bhi jaake kahin pe jhukta hai'
Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le..
Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai...Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye,
Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye,
Khud hi kar li bewafai humne,
taaki unpar koi ilzaam na aaye…Agar jawab doge to baat karenge!
Nahi doge to intezar karenge!
DOSTI ki hai aapse isliye marte dam tak
aap ko har pal YAAD karenge...Itni jaldi daman chhod diya, Itni Jaldi vaada tod diya,Abhi to zindgi ki saanse he baki , aur aapne abhi se yaad karna chhod diya...
Beginnings are scary.
Endings are usually sad,
but it’s the middle
that counts the most.Apno ne Zehar ka jaam de diya,
Gairon ne Bewafa naam de diya.
Wo jo kehte they bhul na jana hume,
Aaj unhone hi bhari MEHFIL me ANJAAN keh diya hain….Kaise Samjaye Is Paagal Dil Ko
Ke Ise Kisi Ki Mohabbat Nasib Nahi
Jo Nazdik Hai Wo To Begane Hai
Aur Apne To Iske Karib Hi NahiHonton Pay Baat Aaye Tou Kya Karon?
Koi Itna Yaad Aaye Tou Kya Karon?
Dil Karta Hai Ke Us Ko Aik Lamhe Ke Liye Dekh Lon
Lekin Woh Lamha Hi Na Aaye Tou Kya Karonzindagi ke din kaese b hon guzar jaayen ge.. ek din hum b chup ke se mar jaaye ge.... jana gadi zindagi gaseet rehen hain tujh se milne ki aas me.. jis din na rahi ye umeed tab chupke se bhikar jaayen ge
Mera apna na tha koi mere siwa. Main ne chaha kisi ko, na chaha gaya.. Main ne jitne mohabbat bhare khat likhe Un pe apne hi ghar ka pata likh diya
I’ve seen fire and I’ve seen rain. I’ve seen sunny days that I thought would never end. I’ve seen lonely times when I could not find a friend, but I always thought that I’the see you again.
Aansu saza ke palkon ke kinare nahi peeta
Teri kasam tere gam ke sahare nahi peeta
Peeta hoon isliye maut behoshi me ho
Verna me kisi shauk ke mare nahi peetaKahan koi aisa mila jis pe dil luta dete,Har ek ne dhoka diya kisko bhula dete... Apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain,Karte bayaan to mehfil ko rula dete
Yeh Bhi Zindagi Ki Ek Ada Hai Dosto !
Jis Ko Saathi MiL Gaya Woh Tanha Ho Gaya..रूठ गयी है मुझको मनाने वाली
अब कोई नहीं नाज मेरे उठाने वाली
पर जाने क्या सोचता है यह खुला दरवाजा
शायद रास्ता भूल गयी आने वाली
Ultimate Collection of Funny Tagalog Qoutes and text messages:
Alam mo miss na kita, kaso siya naman miss mo! lam mo mahal kita, kaso siya rin mahal mo! Siya na lang lagi! Kahit nasasaktan ka niya okay lang kasi mahal mo siya! Ang tanga mo no, parang ako! Bakit ganito ang nararamdaman ko, sabi ko okay lang, kahit wala ka, kaya ko. sabi ko tigilan mo na ko dahil kaya kong wala ka. sabi ko walang kwenta sa kin ang nangyari sa tin...pero bakit ang sakit sakit ng nararamdaman ng puso kong nangungulila dahil sayo...bakit mahal pa rin kita? Ito na siguro ang pinakahihintay kong araw...masasabi ko na yung bagay na gusto kong mangyari..matagal din akong naghintay..mahirap, pero nakaya ko! Haaay..sa wakas...... hindi na rin kita mahal! Naisip ko, bakit kaya ganun? May inaabot tayong mga bagay na parang perpekto na, pero kahit ano pang gawin, di talaga natin makuha. Tapos, dumating ka... Naiintindihan ko na Iiwan mo ko? Sayang!…mahal pa naman kita…sakin ah! Pero sabagay bat nga naman ako masas...
"Dharan hamari tumse jo kahe,
ReplyDeleteSaanson ko bhi uski khabar na lage,
Bahut khubsurat hai ye rishta hamara,
Dua hai isay kisi ki nazar na lagay..."
najane zindigi me ye kesa ageeb mod aya he,
ReplyDeletepehli baar apne aap ko tanha paya he,
jab dekha he pichche mud ker to.
apni ankhon me ansu or unke hathon me apna dil
nazar aya he..............
Manzalien b uski thi,raasta b uska tha.
ReplyDeleteIk hum akelay thay,kaafila b uska tha.
Saath saath chalne ki soonch b uski thi,phir rasta badal ne ka faisla b uska tha.
Aaj kyon akelay ho,dil sawal karta hain.
Loog to uske thay hi, kya Khuda b uska tha?
nahi yaar.......
ReplyDelete