"Bade bade desho mein aisi chhoti chhoti baatein hoti rehti hein." This is much famous dialogue of shahrukh khan from movie "Dilwale Dulhaniya Le Jayenge". This is my one of the favorite dialogue.
"I can talk in english, i can walk in english, i can laugh in english. Because english is very funny language." This famous funny dialogue is spoken by Evergreen Super Star Mr. Amitabh Bachhan in movie Namak Halal.
"Don ka intzaar to gyarah mulko ki police kar rahi hai Sonia, Lekin itna jan lo ki DON ko pakadna mushkil hi nahi, na mumkin hai." This jaandar Dialogue is spoken byMr. Amitabh Bachhan in Movie DON and repeated by Shahrukh in Movie DON 2.
"Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai, har mod aasan nahi hota, har mod par khushi nahi milti.... Par jab hum zindagi ka saath nahi chodte to hum mohabbat ka saath kyon chhode." So ramantic naa. Any guesses about the name of the movie this dialogue taken from....guess.....................................yes, you are right. It is from movie Mohabbatein. I thinks this is the movie full of Romantic Dialogues and this is one of my favorite movie.
"Tum soch rahi hogi ki main yeh rece kyo haar gaya. Main yeh race tumhare liye har gaya. Tumhi ne kaha tha ne ki mere dad ke saamne ye iki, riki, piki sab fail ho jaate hai. Kabhi-kabhi kuch jitne ke liye kuch haarna padta hai Aur haar kar jitne wale ko Baazigar kehte hai." Have you remembered this dialogue. Sahi pehchana, you are right boss. This quote is from Action Thriller Bazzigar.
AMRISH PURI who is not any more with us. I like his voice very much. He has got very DAMDAAR AWAAZ. "Mogambo khush hua -" This is his famous dialogue from movie Mr. INDIA.
AAJ ....aaj ek zindagi aur jeelo .aaj ek hasin aur baathlo,
aaj ek sapna aur dekhlo , aaj ek aason aur peelo
aaj ek dua aur maanglo ... AAJ ...kya pata....... kal ho na ho "
This quote is one of my favorite. It makes me feel that i should live every moment of life.This quotes is from movie Kal Ho Na Ho. It inspires me a lot."Yeh bacchhon ke khelne ki cheez nahi, haath kat jaaye toh khoon nikal aata hai." This DHAASU N JAANDAR dialogue is from movie Waqt which is directed byYASH CHOPRA.
These are the best few dialogues I can recall as of now. I am damn sure you've enjoyed them, didn't you?. And like I said above, don't be a lazy bum and submit your favorite quote immediately. :)
Related :
K k K K K Kiran
ReplyDeleteSanorita....
ReplyDelete"Naina, Mujhe lagta hai jaise mere Naina meri Naina ko dhundhti hai, Mai tumse marte dum tak Pyaar karunga aur uske baad bhi..."
ReplyDeleteThis dialogue from movie KAL HO NA HO (Shahrukh khan).
In movie he knows he will die early in the future. So, he is try to say to heroin that he will LOVE her even after his DEATH.....
picture abhi baki hai mere dost.
ReplyDelete"koy pyar kare tho tumse kare.......
ReplyDeleteTum jese ho wese kare......
Oor koy tumko badal kar pyar kare, woh pyar nahi "sodha" hai...
Oor pyarme sodha nahi hogi meri doost........."
i dont remember the exact movie but this was also in Mohabbatein
kitne aadhmi the
ReplyDeleteallllllll are good dialoges
ReplyDeleteArre oh sambha
ReplyDeleteKuttey main tera khoon pi jaunga
ReplyDeleteEtni Shidatt se hume Unhe Pane Ki Koshish ki hai,ke har Jarene muje tumse milane ki kishish ki hai,kehte hai ,Agar Kisi dhijsh ko Dil se chaho to puri kaynat unshe tumhe milane ki Koshish me lag jati hai,Hamati filmo kitarah Zindgi me bhi end me Sabkuch thik ho jata hai,Aur agar thik nahi ho to Vo the end nahi hai,picture to abhi baki he mere dost.
ReplyDeleteTarikh pe tarikh,Tarikh pe tarikh ,Tarikh pe tarikh milti hai par insaf nahi mila my lord,Aur mili hai to shirf ye tarikh.
ReplyDeletehaa judge sahab, yehi mere bacche ka baap hai
ReplyDeleteMain tumhe bhul jaaun, yeh ho nahi sakta...
ReplyDeleteAur tum mujhe bhul jao, Yeh main hone nahi dunga......
hum angreez ke zamane kai jailor hain ...haa aha
ReplyDeletebhagwan ke lie mujhay chor du ...bhaiyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
sala ek machar adme ko hijra bana deta hai
lol......they r reallllly nyc.....keep it up all ov u.....XxX
ReplyDeleteThis is excellent. That time I was in sad and suddenly this came to my mind that "aisi choti choti bathein hothe rehthe hain", but I didn't remember whole. I could remeber that this saying is from hindi movie which I seen earlier, but didn't remember its name. I went google site and typed this "great sayings in hindi films " and in the result set I found this link in top. I saw that great saying is there in top and I was excited. This is very rare incident.
ReplyDeleteDilan from Srilanka.
Babuji ney kaha sehar chod dho, sabne kaha paru ko chod dho aur paru ney kaha sharab chod dho, aaj tumne kaha yeh ghar chod dho...ek din ayega jab who kahega yeh duniya hi chod do...
ReplyDeleteThe ultimate dialogue from sharukh's DEVDAS
Chandu ke chaachi ne chandu ki chaachi ko, chandni raat mein, chadni chowk mein, chandi ke chamche se chatni chatayi
ReplyDeletephata poster nikla hero
ReplyDeleteyeh haath nahi phaansi ka fhanda hai gabbar from sholay
ReplyDeletehey am desperately looking for Shatrugan sinhas dialogue.. it starts like this..
ReplyDeleteJale ko aag kehte hai, .....
SOMEBODY PLS POST...
Pyar koi race nahi...jisme pehla, dusra, tisra,...Pyar sirf pyar hota hai.....
ReplyDeleteIts frm DIL MAANGE MORE......by shahid
Ye dhai kilo ka haath hai, ek baar pade na to aadmi uthta nahi utha jata hai
ReplyDeletejaha pyar hota hai waha parwah nahi hota hai.........
ReplyDeletechandan
Life is a bitch & we are all dogs on this earth!!!!!!!
ReplyDeleteagar kisi chiz ko pure dil se chaho toh puri kaayanat usse tumse milvane mein madad karti hai....
ReplyDeleteKaahe hum koi gunde badmaash hain?.....maana bhaiya party warty chal rahi hai par hum bhi koi aise waise nahi hai...chatra neta hain..... maare sala sitti dus hazar launda ikktha ho jaaye, gher ke baith jayegaa....phir khaaoge mantri ji se daant ki humko andar kyon nahi aane diya.......
ReplyDeleteham to apni jindagi ji chuke chunni babu.....aab to dharkano ka lihaz karte hai.....
ReplyDeletekya kahe duniya walon ko... jo hamari saans pe bhi aitraz karte hai.......
dil ki choton ko koi shayri kahe to kya......
taklif to tab hoti hai jab log..wah wah karte hai....
ham to apni jindagi ji chuke chunni babu.....aab to dhadkano ka lihaz karte hai.....
ReplyDeletekya kahe duniya walo ko..jo aakhiri sans pe hi aitraaz karte hai....
dil ke chotoon ko koi sher kahe to kya..
taklif to tab hoti hai jab log wah wah karte hai....
Marks kam hai ,Dimag nahi !!!
ReplyDeleteIS PARTY MEIN SHAHAR KE SABHI BADE LOGON INVITE KARO AUR HAAN MR R.K. GUPTA KO BHI ZAROOR BULANA KYON KI WOH ABHI TAK BADE ADMI HAI........
ReplyDeleteFROM TRISHUL
AKASH : "wese bhi ..perfection ko improve karna muskil kam hai"
ReplyDeleteSID : "tu bilkul nahi badla ..haa !!"
FROM "DIL CHAHTA HAI".
"hum dost they, hai, ..rahenge .. hamesha"
ReplyDeleteFROM DIL CHAHTA HAI
viru : "haay... kitni pyari baatey karti hai"
ReplyDeletejai : "abey .. pyari nahi ..bahut saari batey karti hai"
FROM SHOLAY
Abe Hata Swaan ki Ghata, Kha Khuja Batti Buja ke sooja, Nintokle Pintokle, Mandi main Khadili Anti Baja rahi hai baar baar Ghanti, Kulla Ghuma ke Paschim ko Palatle, Bahot Hogaya Phutle watle Shanapan Kyaaa, Chal a ab namkeen ki dukaan ko Chorke aa.
ReplyDeleteChatur's Speech,
ReplyDeleteAdarniya sabhapati mahodaya, atithi vishesh shikshan mantri shri R D tripati ji, maanyaniya shikshagan aur mere piyaaare sahpatiyo
Aaj agar I.C.E aasmaan ki bulaaandiyo ko chhu raahaa hai to uska shreya sirrf ekinsaan ko jaataahai - Shri Veeru Sahastrabuddhe
Give him a big hand. He is a great guy really.
Peechle buttis saal se inhone nirantar is college mein balatkar pe balatkar kiye. Umeed hai aagey bee karte rahege. Hamein to aashcharya hota hai ki ek insaan apne jeevan kaal mein itni balatkar kaisi kar sakta hai. Inhone kadi tapaasya se apne aapko is kaabil bunaya hai. Waqt ka sahi upyog ghante ka purna istemaal koi inse seeke. Seeke inse seeke. Aaj hum sab chaatra yaha hai, kal desh videsh mein fail jayenge. Waadaa hai aapse jis desh mein honge waha balatkar karenge, I.C.E ka naam roshan karenge. Dika denge sabko jo balatkar Karne ki kshamtaa yaha ke chaatro mein hai wo sansaar ke kisi chaatro mein nahiii. No other chaatra. No other chaatra.
Adarniya mantraji! Namashkar aapne is sansthaan ko wo chees di jiski hamein sakht zaroorat thi. “Sstunn”! Stunn hota sabi ke paas hai. Sab chupa ke rakte hai, detaa koi nai. Aapne apna stun is balatkari purush ke haat mein diya hai, ab dekiye yeh kaisa iska upyog karta hai
Utthamum dadhdadaath paadam - Madhyam paadam thuchuk chuk - Ghanisthah thud thudi paadam - Surr surri praan gatakam.
AAL IZZ WELL!!
3 Idiots!!
I WONDER Y NO ONE MENTIONED ABOUT THE FAMOUS DIALOGUE OF AMITAB BACHACHAN...
ReplyDeleteMAIN LINE FAR NAHI KADA HOTA, JAHA MY KADA HUNGA, WAHA SE LINE CHAALU HOGA....
(i'll not stand in que, que starts from , where i stood)
i dont know the exact film name... can anybody tell?...
venkatesh madiwalar bangalore
am from karnataka and am not very much through hindi so if any sentence mis spelt 4give me....
ek baar jo maine commitment kar di uske baad toh main khud ki bhi nahi sunta
ReplyDeleteYe telephone bhi ajeeb cheez hai- aadmi sochta kuch hai, boltha kuch hai, aur karta kuch hai.""
ReplyDeleteI love all these lines, but this one is my all time favorite:
ReplyDeleteAisa pehli bar hua hai satra atra salo mein, Andeka anjana koi aane laga kyalo mein, Aako ki kirki par ek saya sa lehrata hai, Dil ke darwase par koi dastak dekar jata hai,Geri gerli kali aakein mudjse mujko puchti hai, Hatho ki rekao mein ek chera sa banjata hain, Uski sase resham jaise galo ko chu jati hai,Uski hatho ki kushboo hai ab tak mere balo mein, Hai aisa pehli bar hua hai satra atra salo mein, Andeka anjana koi aane laga kyalo mein
This is Kajol's poetry that she tells her mom in my favorite movie Dilwale Dulhania Le Jayenge (DDLJ)
Someone: Tu to badi achi bate kartha hain
ReplyDeleteAkshay: Main tho sirf bol tha hoon par achi logon ko lag jathi hain!!! SIng is King
Maa ka doodh piya hai toh saamne aa!!
ReplyDeleteI don't remember the movie's name though!
yeh ladki ki details nikalni padegi......nahi bhai...nikalni padegi.......details....is ladki ki...
ReplyDeletedeewane hue pagal..(akshay and his assistant)
unt(camel) chahe beth bhi jaye...gadhe(donkey) se uncha hi rehta hai!! SRK n Amitabh Bachchan comparison
ReplyDeletecan you give a english translation to all this dialogues...please
ReplyDeleteShe is not my wife she is neighbor. sir neighbor call darling. Fredricks you know she is your neighbor so why you are make your wife.
ReplyDeletePushpa, I hate tears!!1 Amar Prem
ReplyDeletemere paas ma hain. Deewar
Kitne aadmi thhey. Sholey
itna sannata kue hai Bhai. Sholey
papi pet ka sawaal hai. ?movie?
Kanoon ke haath bahuth lambe hote hein........
ReplyDeleteKUCH AAWAZON SE DIL KI DHADKANE TEZ HO JAATI HAI...
ReplyDeletefrom My name is khan
mere angane main tumhara kya kaam hai????? :P
ReplyDelete"jaane se pehle aakhri baar milna... kyu zaroori hota hai ?? "
ReplyDeletelove aaj kal
chhe din.. ladki in..
ReplyDelete-kal ho naa ho
i am back
-Terminator 3
kollapur ka sarakari bank samazha hai kya?? Jo guard ke sir pe banduk rakhega toh cashier paisa gift hamper me bandh ke de dega.. Happy baddey sir bolke..
-Kaante
Rishtey mein to hum tumhaare baap lagte hain par naam hai Shehanshah...
ReplyDelete- Amitabh Bachchan
pandarah (15) saal se joh khoon meri ma ki ankhooon mein aansoo ban kar behta raha, aaj uska baand tune tod diya hai, ab sailaab aayega madan chopra.. sailaab aayega
ReplyDeleteShahrukh khan, Baazigar
Sattar(70) Minute, sattar min hai tumhare paas. Shayad yeh.. tumhare zindagi ke sab
ReplyDeletese… khaas sattar minute. Aaj tum aacha khelo ya bura khelo, yeh sattar minute tumhe
zindagi bhar yaad rahegi. Tho kaise khelna hai.. aaj mein tumhe nahin bataunga..
Bas itna kahunga, ki jao aur yeh sattar minute jee bhar kar khelna.. kyunki iske baad
aane wali zindagi chahe kuch sahi ho ya na ho.. chahe kuch rahe ya na rahe..
haro ya jeeto..lekin yeh sattar minute.. tumse koi nahin cheen saktha, Kyunki mein
jaantha hu ki aagar yeh sattar minute is team ka har player apne zindagi ki sabse
badiya hockey khel gaya.. tho yeh satar min khuda bhi tumse vapas nahin maang saktha.
shahrukh khan, chak de india
Aaj.. Aaj ek hasin aur baathlo
ReplyDeleteAaj ek dua aur maanglo
Aaj ek aason aur peelo
Aaj ek zindagi aur jeelo
Aaj ek sapna aur dekhlo
Aaj... Kya pata... Kal Ho Naa Ho
Kal Ho Naa Ho......
does anyone know what movie this quotes is from...
ReplyDelete"Hey Rahul, zada dek hay chalo!!"
*sorry about the misspelling.
sab kuch ruk jata hai aakar tumhare pass,
ReplyDeletedost chaha tha tum mile ab pyar chahti hu kaise kahu,,,,
from- pop corn khao mast ho jao.
if anyone knows complete line pls post it this is my favroute line..
Jindagi mein ..kuch banna ho...kuch hasil karna ho...kuch jeethna ho...Toh hamesha apni dil ki baath suno...Agar dil se bhi koi jawab naa aaye toh...apne aankhe bandh karke, Maa aur Baap ka naam lo...Phir dekhna...Tum har manzil par kar sakoge...tumhara har mushkil aasan ho jaoge...Aur Jeeth hamesha tumhari hogi...sirf tumhari...!!
ReplyDeleteDialogue from KKKG
Jali ko Aag kehte hai, Buzi ko raakh kehte hai,
ReplyDeleteAur us raakh se jo baarud banta hai, log use kaali charan kehte hai
Famous Shatrughan Sinha dialogue
Most famous jo bhool gaye sab'Yeh bat delli tak jaye gay'i dont know the name of the movie Adeel frm Lahorf
ReplyDeleteJo ChOuKa uDtE hUe JayE uSe cHaKkA keHtE hAi........!!!
ReplyDeletetumahara naam kya hai basanti? from movie sholay.
ReplyDeleteek chutki sindur ki kemat tum kya jano ramesh........from OM SHANTI OM
ReplyDelete